Dholki

Dholki

Thursday, May 29, 2014

Shadmani

Shadmani


Hey mubarik aaj ka din raat aye hai suhani
Shadmani oo shadmani x2

Aaj tho nasha asa chara pucho na yaaro
Mein hoin asmaan pai mujhe neeche utharo x2
Mujehe pai sada hasthi rahoo uhee bahroon
Milke mere saath nacho app ki hai mehrbani
Shadmani oo Shadmani x2

Dekho meri ankhoon mein hain doore gulabee
Mein tho nahein pitha huwaa per bi sharabi x2
Yeh hai tere pyar ka nasha chandhi se bahbi
Bhahyaa raja ghar mein like agaya paryoon ki raani
Shadmani oo Shadmani x2

Angein mein yoon barsi sada khushoon ki jaree
Banda teri serna mein yeh ashaki lahree x2
Meri khush naseebi hai jo dekhe yeh garee
Hai nayaa andaz chahee reet vohe puranee
Shadmani oo Shadmani x2

Hey mubarik aaj ka din raat aye hai suhani
Shadmani oo Shadmani x2

Mehndi Ki Yeh Raat

Mehndi Ki Yeh Raat 

 Mehndi Ki Yeh Raat(x2)
Aai Mehndi Ki Yeh Raat
Hai Laai Sapno'n Ki Baraat 
Sajaniya Saajan Kay Hain Saath
Rahay Haathon Mein Aisay Haath
Gori Karat Singhar (x4)

Baal Baal Moti Chamkaye
Rom Rom Mehka Maang Sindoor Ki Sundarta Say
Chamkay Chandanwaar
Gori Karat Singhar (x2)

Chorus

Jooday Main Joohi Ki Bheeni
Ba'h Main Haar Singhaar
Kaan Main Jagmag Baali Patta
Galay Main Jugnu Haar
Sandal Aisi Payshani Pay
Bindiya Lai Bahaar
Gori Karat Singhar (x2)

Aisi Suhani Albeli Si
Mehndi Ki Yeh Raat Ho
Gori Ujlay Chehray 
Hansti Aankhain Khushiyon Ki Barsaat
Ho Gori  Kabhi Khuli Kabhi Band Aankhon Main
Kajray Ki Do Dhaar
Gaalon Ki Surkhi Main Jhalkay
Hirday Ka Iqrar
Baalon Main Gajra
Kaanon Main Jhumkay
Chunri Dharidhaar  
Gori Karat Singhar (x4)

Chorus

Haathon Ki Ik Ik Choori Main
Mohan Ki Jhankar
Sehanj Chalay Phir Bhi Payal Main
Bolay Pee Ka Pyar
Apnay Aap Darpan Main Dekhay
Aur Sharmaye Naar
Gori Karat Singhar (x4)

Chorus x2

Song by: Jawad Ahmad 
Side: Girls

Rang Barsay

Rang Barsay 

Rang barsay bheegay chunar vali rang barsay4X 

Longa ilaychi ka beeraa lagaayaa Longa ilaychi ka hoi, hoi, hoi Longa ilaychi ka beeraa lagaayaa Chaabay gori kaa yaar ballam tarsay, rang barsay  

Rang barsay bheegay chunar vali rang barsay4X 
Bela chambeyli ka seyj sajaaya Bela chambeyli ka hoi, hoi, hoi Bela chambeyli ka seyj sajaaya Soyay gori kaa yaar ballam tarsay, rang barsay  

Rang barsay bheegay chunar vali rang barsay4X 
Sohnay ki thaali mein choona parossa Sohnay ki thaali mein hoi, hoi, hoi Sohnay ki thaali mein choona parossa Khayaay gori ka yaar ballam tarsay, rang barsay  

Rang barsay bheegay chunar vali rang barsay4X 

Film: Silsila
Side: Boys

Thursday, May 15, 2014

Mehndi Se Likh Do

Mehndi Se Likh Do

Mehndi Se Likh Do Re Hathon Pe Sakhiyon Mere Sanwariya Ka Naam (x 2)
Mere Sanwarya Ka Naam
Kitna Suhana Sama He Milan Ka
Mujh Ko Sawarne Sai Kaam
Mehndi Se Likh Do Re Hathon Pe Sakhiyon Mere Sawariya Ka Naam
Mere Sanwarya Ka Naam 


Jooray Mein Goondoon Re Baylay Ki Kalyaan Mujhko Bulaathi Hai Saajan Ki Galyaan (x 2)
Aanchal Sunheri, Aanchal Sunheri Bhari Maang Meri
Aayee Vidayee Ki Shaam 

Mehndi Se Likh Do Re Hathon Pe Sakhiyon Mere Sawariya Ka Naam (x 2) 

Sawan Ki Pehli Laree Jab Lagay Gee, Yaadon Ki Maikay Me Halchal Machay Gee (x 2)
Aayega Aise Mein, Aayega Aise Mein
Khat Mere Ghar Se Sakhiyon Ka Lekar Salam 

Mehndi Se Likh Do Re Hathon Pe Sakhiyon Mere Sawariya Ka Naam (x 2) 

Pankha Jhalon Tho Kanganwa Khanke , Kanganwa Khanke Tho Man Un Ka Dharke (x 2)
Dheko Lagan Mera, Dekho Lagan Mera
Too Dena Sakhiyon, Kaise Mein Loon Un Ka Naam
Mehndi Se Likh Do Re Hathon Pe Sakhiyon Mere Sanwariya Ka Naam (x 2)


Mere Sanwarya Ka Naam
Kitna Suhana Sama He Milan Ka
Mujh Ko Sawarne Sai Kaam
Mehndi Se Likh Do Re Hathon Pe Sakhiyon Mere Sawariya Ka Naam
Mere Sanwarya Ka Naam


Singer: Tahira Syed
Side: Girls

Thursday, May 8, 2014

Banno Humari Anmol

Banno Humari Anmol  

Banno humari anmol, Ki ladoo mere chanda k chandani 
Banno humari anmol, Ki ladoo mere chanda k chandani 
Mathey me tere  tika sohey 
 Mathey me tere  ladoo Mathey me tere   
Mathey me tere  jhumar sohey 
Ladiya lagae jaga jor, ki ladoo mere chanda ki chandani 
Ladiya lagae jaga jor, ki ladoo mere chanda ki chandani 
Banno humari anmol, Ki ladoo mere chanda k chandani 
Banno humari anmol, Ki ladoo mere chanda k chandani 
Galey mai tere phoolo ka gajara 
Galey mai tere ladoo galey me tere 
Galey me tere phollo ka gajara 
Mala lagae jaga jor , ki ladoo mere chanda ki chandani 
Mala lagae jaga jor , ki ladoo mere chanda ki chandani 
Mala lagae jaga jor , ki ladoo mere chanda ki chandani 
Banno humari anmol, Ki ladoo mere chanda k chandani 
Banno humari anmol, Ki ladoo mere chanda k chandani 
Hatho mai tere kangan sohey 
Hatho mai tere, ladoo hatho me tere 
Hatho mai tere kangan sohey 
Mehandi lagae jaga jor , ki ladoo mere chanda ki chandani 
Mehandi lagae jaga jor , ki ladoo mere chanda ki chandani 
Mehandi lagae jaga jor , ki ladoo mere Chanda ki Chandani 
Banno humari anmol, Ki ladoo mere chanda k chandani 
Banno humari anmol, Ki ladoo mere chanda k chandani. 

Thursday, May 1, 2014

Bano Tere Abba Ki Oonchi Haveli

Bano Tere Abba Ki Oonchi Haveli 

Bano tere abba ki oonchi haveli (x 2) Bano mein dhoondta chala aaya (x 2) 

Bano tere, jhoomer ke laryan tooteen (x 2)  Bano mein, moti chunta aaya (x 2) 

Bano tere jhumkay ke nath they jhootay (x 2)  Bano mein sachay moti laaya (x 2) 

Bano tere sehray ki lar jo tooti (x 2)  Bano mein, kalyan chunta aaya (x 2) 

Bano tere abba ki oonchi haveli (x 2) Bano mein dhoondta chala aaya (x 2)