Dholki

Dholki

Wednesday, November 19, 2014

Dulhe ka Sehra

Dulhe ka sehra

Shehnaiyo kee sada keh rahee hai Khushee kee mubarak ghadee aa gayee hai Sajee surkh jodee me chand see dulhanZamin peh falak se paree aa gayee hai  x2

Dulhe ka sehra suhana lagta hai - x2
Dulhan ka toh dil divana lagta hai - x2
Palbhar me kaise badalte hain rishte - x2
Abb toh har apna begana lagta hai

Dulhe kaa sehra suhana lagta hai Dulhan kaa toh dil diwana lagta hai x2

Sat phero se bandha janmo kaa yeh bandhan Pyar se joda hai rab ne preet kaa daman x2
Hain nayee rasme, nayee kasme, nayee uljhan Honth hai khamosh, lekin keh rahee dhadkan Dhadkan dhadkan ....... - x4

Mushkil ashko ko chhupana lagta hai - x2
Dulhan kaa toh dil divana lagta hai Palbhar me kaise badalte hain rishte Abb toh har apna begana lagta haiDulhe kaa sehra suhana lagta hai Dulhan kaa toh dil divana lagta hai -x2

Mai teree baho ke jhule me palee babul Ja rahee hu chhodke teree galee babul x2
Khubsurat yeh zamane yaad aayenge Chahke bhee ham tumhe naa bhul payenge Muskhil, 
mushkil, mushkil daman ko churana lagta hai Dulhan kaa toh dil divana lagta hai Mushkil daman ko churana lagta hai Dulhan kaa toh dil divana lagta hai Palbhar me kaise badalte hain rishte Abb toh har apna begana lagta haiDulhe kaa sehra suhana lagta hai Dulhan kaa toh dil divana lagta hai - x6

Film: Dhadkan
Side: Boys

No comments:

Post a Comment